Song: mere samne wali khidki mein
Singer: kishore kumar
Writer: Rajendra Krishnan
Music Director: RD Burman
Movie: Padosan (1968)
Mere samne wali khidki mein lyrics in Hindi
मेरे सामने वाली खिड़की में, एक चांद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे, कुछ उखड़ा-उखड़ा रहता है
जिस रोज़ से देखा है उसको, हम शमां जलाना भूल गए
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं, कहीं आना-जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में, वो चंचल मुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की...
बरसात भी आकर चली गई, बादल भी गरज कर बरस गए
पर उसकी एक झलक को हम, ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की, दिन रात ये दुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की...
Mere samne wali khidki mein lyrics in English
La la la la la la la la la la la la la lah..
Hmmm he hee
(Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai) -2
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Jis roz se dekha hai usko
Ham shamaa jalaana bhool gaye
Dil thaam ke aise baithe hain
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pahar in aankhon mein
Vo chanchal mukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
(Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye) -2
Par uski ek jhalak ko ham
Ai husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki
Din raat ye dukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Mere samne wali khidki mein lyrics video
Mere samne wali khidki mein lyrics image
![]() |
Mere samne wali khidki mein lyrics - Kishore Kumar | padosan |
0 Comments